Aankhon ki zubhan wo samajh nahi pate,
Hoth magar kuch keh nahi pate,
Apni bebasi kis tarah kahe,
Koi hai jiske bina hum reh nahi pate
.............................................
Main deewaani hun tere naam ki is baat se inkar nahi,
Kaise kahe ki hame aapse pyar nahi,
Kuch to kasoor hai aapki nazro ka,
Hum akele to gunhegar nahi.

Palbhar mein tut jaye who kassam nahi,
Dosti mein bhool jaye woh hum nahi,
Tum bewafa bano is baat mein dum nahi,
Kyuki hamari wafa bhi kuch kum nahi

Uthi to duaa ban gayi, jhuki to hayaa ban gayi,
Jo jhuk kar uthi to khata ban gayi, or uth kar jhuki to adaa ban gayi

No comments:
Post a Comment